Maan gaya toh thik hai ... varna galat kaam toh main bachpan se karte aa raha hoon
Aaj kal pyar na naukrani jaisa ho gaya hai ... aata hai, bell bhajata hai, kaam karta hai aur chala jaata hai
Apne dhande ki ek saying hai ... jahan teen ka tikda, wahan kaam bhigda
Insaan ki zindagi par shak hota hai... bus wahi nahi milta jispar hamara haq hota hai
Bachpan se aaj tak is shehar ne harhaq diya ... lekin dekho baat pyar ki aayitoh sautela kar diya
Aam aadmi aam hi ki tarah hote hai... koi unhe choos leta hai toh phir koi unhe kaat deta hai
Is shehar ke shahenshah log mahalo mein rehte hai ... par is jungle ko chalane ke liye joh sher chahiye wohsadako par hi pehda hote hai
Seedhe toh aaj kal sadhu nahi chalte ... main toh phir shaitan hoon
Main ek baar dhande ke paise chhod sakta hoon ... par jeet ka maal nahi
Jab mila tha tu mere ghutne tak aata tha ... aaj tujhe tere ghutno pe lana hoga
Galati karne waalo ke liye Shoaib sirf ek hi raasta chhodta hai ... upar ka
Subah ki pehli local se leke raat ki aakhri botal tak ... har aadmi ki zubaan par sirf ek hi naam hona chahiye
Ab agar kisi ne tumhe mujhse cheen liya ... toh mera guroor haar jayega
Yeh dhyan rakhna ... jiske kadmo mein duniya rakhna chahte ho ... kahin aaisa na ho ki uski duniya hi alag ho
Tu apna bachcha hai ... tere maatam pe ek peg extra lagaonga ... lekin saale tujhe maaroonga zaroor
No comments:
Post a Comment