Assalamu alaikum Wa Rahmathullah
Milad pe Iblees Rotha aur Gair Muqalideen aur Devbandhiyo ko badi taleef ka Muzhera karte hai.
Milad Pe Hujjat karna aur Bidath ke sawalat karna ye Khwarij ki nishani hai.
Eid e Miladunnabi Sallallahualaihiwasallam Quran shareef se saabit
Ismay Insha ALLAH taala Hum yeh Saabit karege ki Quran ne khud Milaad manaya
Kuch Basic Tarjume jo sabko pata hoti hai :
Milad kay maana hai : Paidaish
Eid : Khushi
Miladunnabi Sallallahualaihiwasallam: NABI Sallallahualaihiwasallam ki paidaish
Milaad manana : Paidaish ka zikr karna
Eid e Miladdunnabi Sallallahualaihiwasallam manana : NABI Sallallahualaihiwasallam ki paidaish ki khushi ka zikr karna.
No comments:
Post a Comment