Teri khatir Jan dena mere liye mushkil to nhi
Magar Meri khawahish to tere sath jeene ki hai
Kabhi Shokhiyaan Dikhana Kabhi Unka Muskuraana
Ye Adaye Kar Na Daalein Mera Kaam Chupke Chupke
Shak To Tha Ke Mohabbat Me Nuqsaan Hoga
Yaqeen Naa Tha Ke Sara Hamara Hi Hoga
❤❤Dil Ki Deewar-o-Dar Pe Kya Dekha❤❤
Bas Tumhara Naam Hi Likha Dekha
Tumhari Aankhon Me Humne Kya Dekha
Kabhi Qaatil Kabhi Khuda Dekha
❤❤Log Poochte Hain
Meri Khushiyon K Raaz..❤❤
❤❤Ijaazat Ho
To Aap Ka Naam Bata Doon❤❤
❤❤Kabhi Ye Mat Sochna Ki Yaad Nahin Karte Hum,
❤❤Raat Ki Aakhiri Or Subha Ki Pahli Soch Ho Tum..!
❤Jhoota Wada Hi Sahi Jumla Kamal Ka Tha,
Uss Ka Youn Mujhe seene Se Laga Ker Kahna ...!!
" Main Tera Hi Hoon "
Aankhen Tumhari, Hai Lajwab..Lab Hai Pyada-e-Jaam...
Is Jawani Ne Tum Par, Khoob Rangg Jamaya Hai..!!
Dil to khamosh hi rahta hai
Seene me..
Shor to Dharkano ne
Tery naam ka macha rakha hai..
Wo Mohabbtein Jo Tumhare
Dil Me Hain,
Use Zubaan Par Lao Aur Bayan
Kar Do..
Aaj Bas Tum Kaho Aur Kahte Hi Jao.
Hum Bas Sune Aise Be-Zuban Kar Do…!!
उसने कहा “भरोसा दिल पर इतना नहीं करते” मैंने कहा “प्यार में कभी सोचा नहीं करते” उसने कहा “बहुत कुछ दुनिया के नजरों में हैं” मैंने कहा “जब तुम साथ हो तो हम कुछ और देखा नहीं करते” !!
No comments:
Post a Comment