तुम अगर चाहो तो पूछ लिया करो खैरियत हमारी..
कुछ हक़ दिए नही जाते ले लिए जाते है ...
मेरा कत्ल करके क्या मिलेगा तुमको…… हम तो वैसे भी तुम पर मरने वाले हैं ….!!
अधुरे सपने
Thaam Lejiye Dil Ko, Aankhon Ko Jhuka Lijiye Janab
Dil Par Raaj Karne Walo'n ki Aamad Hony lagi Hai
Tum Ho Laazim-O-Malzoom Mere Liye Aise
Zaroori Ho Nikah Shadi K Liye Jaise
Teri khatir Jan dena mere liye mushkil to nhi
Magar Meri khawahish to tere sath jeene ki hai
Kabhi Shokhiyaan Dikhana Kabhi Unka Muskuraana
Ye Adaye Kar Na Daalein Mera Kaam Chupke Chupke
Shak To Tha Ke Mohabbat Me Nuqsaan Hoga
Yaqeen Naa Tha Ke Sara Hamara Hi Hoga
❤❤Dil Ki Deewar-o-Dar Pe Kya Dekha❤❤
Bas Tumhara Naam Hi Likha Dekha
Tumhari Aankhon Me Humne Kya Dekha
Kabhi Qaatil Kabhi Khuda Dekha
❤❤Log Poochte Hain
Meri Khushiyon K Raaz..❤❤
❤❤Ijaazat Ho
To Aap Ka Naam Bata Doon❤❤
No comments:
Post a Comment