Gazal Must Read
.
Meri yaad ayegi jab
dur chala jaunga,
dur itna ki kbhi laut ke
na aunga,
Ab tak shayad tere dil
me rehta tha,
Fir teri yaad me bas
jaunga,
Yaad ayegi meri baaten
or mulakaaten,
magar tab kabhi tujhse
mil nahi paunga.
Tadpoge tum bhi mere
bare me soch kar,
lekin tab mai nazar
nhi aunga
Jaan se bhi jyada
chahta hu tujhko,
lekin fir ye keh nahi
paunga.
Log kehte hai pyar
amar hota he,
to is pyar me mai khud ko amar
kar jaunga.
Mera pyar jab aakhri
dum pe tujko
bulayega,
lekin tum naa aa
paoge aur mera dil
taras jayega.
Meri yaad aaye to raat
ko baahar aakar dekhna,
ek chamatka hua tara
ban kar nazar aaunga….
Gazal Must Read
Altaf Raja
Aap Sabhi Logo Ka Hamare Website Pe Sawagat Hai Yaha Par Aap Motivation Stories , Sayri , Letest Qoutes , Islamic Knowladge , Hindusm Knowladge , Apna Hindustan , Sabhi Prakar Ki Sayri , Etc . Padh Sakte Hai Ummid Hai Aap Logo Ko Hamare Articles Ache Lagte Honge Isko Aap Social Media Pe Share Karke Apne Dosto Ko Jarur Dikhaye.
Popular Posts
-
1. Tha B0ht Khush Wo Bhula K Muje, Aj Roya Galey Laga K Muje, Us Ne Pehla Sawal Ye Puchha, Tum Ko Kesa Laga Ganwa K Muje? Mujko Pathar Bana ...
-
.Tohfa-e-dil de doon ya de doon chand taare,Janam din pe tuje kya du ye puche mujhse saareZindagi tere naam kar doon toh bhi kam hain,Daman ...
-
_________________________________________ बद-दुआ नहीं देता 👆🏻तुम्हे— तुम्हे आंसू लगेंगे मेरे...✋🏻! _____________________________________...
-
क्या आप हमारे नबी सल्लल्लाहो अलैही वसल्लम के बारे में जानते है ? __________________ हमारे नबी सल्लल्लाहो अलैही वसल्लम का नाम- हज़रत मोहम्मद ...
-
याद उन्हीं की आती है जिनसे कुछ ताल्लुक़ हो,हर शख्स निगाह-ए-मुहब्बतसे देखा नहीं जाता,.... ______________________________________ "आशिया...
-
कुछ इस तरह से मेरी वो फिकर करता है अनजान बनकर ही सही पर मेरा जिकर करता है उनकी रातो की यादो से थोड़ी मोहलत क्या मिली, सवेरा ही हो गया....!! ...
No comments:
Post a Comment