Namaaz ki shaan
Jab tum namaz k
liye khare hote ho
to sir se asman tak
rahmat-e-ilahi
ghata ban k cha jati hai,
farishtay charon taraf
jama ho jate hain.
Ek farishta pukarta hai k
ay namazi agar tu
dekh lay k
tere samnay kon hai
or tu kis se bat ker
raha hai to
Allah ki qasam tu
qayamat tuk salam na phere.
No comments:
Post a Comment