Ala hazrat ne fatwa e razaviya mai kya tehqiq pesh ki hai fidye ke bare mai?
✳ _*SadaQae Fitar Ki Miqdar Ye Hai.......*_
🔹☞ *1 Sa'a Khujoor (Date)*
🔹☞ *Ya 1 Sa'a Kishmish (Raisin)*
🔹☞ *Ya 1 Sa'a Jaw (BarLey)*
______________________________
🔹☞ *Ya Aadha (½) Sa'a Gehu (Wheat)*
🔹☞ *Ya Aadha (½) Sa'a Aata (FLour) Hai.*
✏ ☞ 1 Sa'a Ka Wazan ⚖ Maujooda Paimaane Ke Mutabiq *4 Kg 90 Gm (4.90 Gm) Hai.*
☞ ✍ _Aur Aadha Sa'a Ki Miqdar Maujooda Wazan ⚖Ke Mutabiq *2 kg 45 Gm (2.45 Gm) Hai.*_
☞✏ _Agar Koi Shakhs Inki Qeemat 💴 Dena Chahe To Yeh Bhi Jayiz Hai, BaLke Qeemat Dena Ziyada Behtar Hai._
No comments:
Post a Comment